Munawwar raana ka janm 26 navambar 1952, raayabarelee, uttar pradesh me hua tha. Ye urdoo bhaasha ke saahityakaar hain. Inake dvaara rachit ek kavita shaahadaaba ke lie unhen 2014 mein saahity akaadamee se sammaanit kiya gaya. Ve lakhanoo mein rahate hain. Bhaarat-paakistaan bantavaare ke samay unake bahut se najadeekee rishtedaar aur paarivaarik sadasy desh chhodakar paakistaan chale gae. lekin saampradaayik tanaav ke baavajood munavvar raana ke pita ne apane desh mein rahane ko hee apana kartavy maana. Unake lekhan kee lokapriyata ka anumaan hai ki is tarah kee baat se juda ja sakata hai ki unakee rachanaon ka oordhvaadhar ke alaava any bhaasha mein bhee anuvaad hua hai. Is post ke through me aapke sath Munawwar Rana Shayari, Munawwar Rana Poetry, munawwar rana poet, munawwar rana ki shayari, munawwar rana on maa, munawwar rana shayari maa share kar raha hu.
Munawwar Rana on Maa
बुलंदियों का बड़े से बड़ा निशान छुआ ,
उठाया गोद में माँ ने , तब आसमान छुआ !किसी को घर मिला हिस्से में ,या कोई दुकाँ आई
मैं घर में सबसे छोटा था ,मेरे हिस्से में माँ आई !बुलंदी किस सख़्श के हिस्से में रहती हैं,
बहुत ऊँची ईमारत हर घढ़ी खतरे में रहती हैं,
बहुत जी चाहता हैं कैद- ऐ – जां से हम निकल जाये ,
तुम्हारी याद भी लेकिन इसी मलबे में रहती हैंये ऐसा क़र्ज़ हैं जो मैं अदा कर ही नहीं सकता ,
मैं जब तक घर न लौटू, मेरी माँ सजदे में रहती हैं !मेरी ख्वाहिश हैं की मैं फिर से फरिश्ता हो जाऊं ,
माँ से इस तरह लिपटू की बच्चा हो जाऊं ,
कम से कम बच्चो की हंसी की खातिर ,
ऐसी मिटटी में मिलाना की खिलौना हो जाऊं !मुझको हर हाल में बख्छेगा उजाला अपना,
चाँद रिश्ते में नहीं लगता हैं मामा अपना ,
मैने रोते हुए पोंछे थे किसी दिन आंसू ,
मुद्द्तों माँ ने नहीं धोया दुपट्टा अपना !उम्र भर खाली यू ही मैनें अपना मका रहने दिया,
तुम गए तो कभी दूसरे हो न रहने दिया ,
मैने कल शब चाहतो की सब किताबे फाड़ दी ,
बस एक कागज़ पर लिखा शब्द “माँ” रहने दिया !मुख़्तसर होते हुए भी जिंदगी बढ़ जाएगी ,
माँ की आँखे चूम लीजिये रोशनी बढ़ जाएगी!यूँ तो उसको सुझाई नहीं देता लेकिन ,
माँ अभी तक मेरे चहरे को पढ़ा करती हैं,
माँ की सब खूबिया बेटियों में चली आयीं हैं ,
मैं तो सो जाता हूँ मगर वो जगा करती हैं !माँ कि आगे यूँ कभी खुलकर नहीं रोना ,
जहाँ बुनियाद हो इतनी नमी अच्छी नहीं होती !लिपट जाता हूँ माँ से और मौसी मुस्कुराती हैं ,
मैं उद्रू में ग़ज़ल कहता हूँ हिंदी मुस्कराती हैं,
उछलते खेलते बचपन में बेटा ढूंढती होगी ,
तभी तो पोते को देखकर दादी मुस्कुराती हैं !
Munawwar Rana Shayari
इन गाव की घोर अँधेरी रात में अक्सर सुनहरी मशालें लेकर
मासूम परिन्दों की मुसीबत का पता ये जुगनू लगाते हैं…
Samaaji Bebasi Har Shehar Ko Maqtal Banati Hai,
Kabhi Naksal Banati Hai Kabhi Chambal Banati Hai.
Zara Si Baat Hai Lekin Hawa Ko Kaun Samjhaaye,
Diye Se Meri Maa Mere Liye Kajal Banati Hai.
ये जो कलम दवात लिये कंधों पे फिरा करते हैं,
मर भी जाएं तो भी शायर नही होने वाले..!
Khilono Ki Dukaane Kyu Mujhe Aawaaz Deti Hain,
Bata Aye Muflisi Tu Kyu Mujhe Pagal Banati Hai.
Suna Hai Jab Se Tayy Hote Hain Rishte Aasmaano Mein,
Woh Pagli Ungliyon Se Roz-O Shab Baadal Banati Hai.
उसकी रफ़्तार है बस मोजा-इ-कोसर की तरह,
गुफ्तगू में है कनक शीशा-ओह-सागर की तरह.
Munawwar Rana Poetry
Ajab Duniya Hai Na Shayar Yaha Par Sar Uthate Hai, Jo Shayar Hai Wo Mehfil Mein Dari Chadar Uthate Hai,
Tumhare Shaher Mein Mayyat Ko Sab Kandha Nahi Dete, Humare Gaon Mein Chappar Bhi Sab Milkar Uthate Hai.
Inhe Firakpasti Mat Shika Dena Ki Ye Bachhe, Jami Se Chun Kar Titli Ke Toote Par Uthate Hai.Samundar Ke Safar Me Wapsi Ka Kya Bharosha Hai, To Aye Saahil Khuda Hafiz Ki Hum Langar Uthate Hai,
Ghazal Hum Tere Aahiq Hai Magar Ek Pet Ke Khatir, Kalam Kis Par Uthana Tha Kalam Kis Par Uthate Hai,
Bure Chehre Ke Janib Dhekne Ki Had Bhi Hoti Hai, Sambhalna Aaina Kano Ki Hum Pathhar Uthate Hai.Shareef insaan aakhir kyon election haar jaata hai,
kitaabon mein toh ye likha tha raavan haar jaata hai.
Judi hain iss se tehzeeben sabhi tasleem karte hain,
numaaish mein magar mitti ka bartan haar jaata hai.Mujhe maloom hai tumne bahut barsaaten dekhi hain,
magar meri inhin aankhon se saawan haar jaata hai.Abhi maujood hai iss gaaon ki mitti m
ein khuddari,
abhi bewaa ki ghairat se mahaajan haar jaata hai.Agar ek keemti bazaar ki soorat hai yeh duniya,
toh phir kyon kaanch ki choodi se kangan haar jaata hai. !!
Munawwar Rana Love Shayari
Agar Aap Munawwar Rana Shayari, Munawwar Rana Poetry, munawwar rana poet, munawwar rana ki shayari, munawwar rana on maa, munawwar rana shayari maa, munawwar rana mushaira, munawwar rana poetry, munawwar rana on maa, munawwar rana ghazal, munawwar rana on maa in hindi khoj rhe hai. To aap yha se asani se padh sakte hai.
Aap Rahat Indori Shayari in Hindi yha se padh sakte hai.
Gham Se Fursat Hi Kaha Hai Ke Tujhe Yaad Karu,
Itni Laashen Hai To Kandha Nahi Badla Jaata.
Aisa Lagta Hai Ke Wo Bhool Gaya Hai Humko,
Ab Kabhi Khidki Ka Parda Nahi Badla Jaata.
Hum Fakiron Ko Fakiri Ka Nasha Rehta Hai,
Warna Kya Shaher Mein Shajra Nahi Badla Jata.
मैं इंसान हूँ बहक जाना मेरी फितरत में शामिल है
हवा भी उसको छू के देर तक नशे में रहती है
मोहब्बत में परखने जांचने से फायदा क्या है
कमी थोड़ी बहुत हर एक के शज़र* में रहती है
ये अपने आप को तकसीम* कर लेते है सूबों में
खराबी बस यही हर मुल्क के नक़्शे में रहती है
Munawwar Rana Poetry
Ek diya gaaon mein har roz bhujhaati hai hawa,
roz footpath par ek shakhs mara milta hai.
Aye mohabbat tujhe kis khaane mein rakha jaaye,
shehar ka shehar toh nafarat se bhara milta hai.
Aap se mil ke ye ehsaas hai baaki ki abhi,
iss siyaasat mein bhi insaan kharaa milta hai.
Ye siyaasat hai toh phir mujh ko izaazat di jaaye,
jo bhi milta hai yahan khwaaza-saraa milta hai. !!